Laugh And The World Laughs With You, Snore And.....
Sleep Alone!
Bye
Have Sweet Dreams
:-)Good Night;-)
Humayun
03216307893
Multan
Good Night SMS
. . .
labon pe akhri dam ha kabhi milny chaly ao hamein aub bhi tera gham hai kabhi milny chaly ao tumahry bin bhari basti weeran lagti hai hamara dil nhn lagta kabhi milny chaly ao
Sameer
+92-300-2711-588
ciTy of LoVe
Urdu Poetry SMS
. . .
andhion ky mausam main istrah to hota hai khushboo ky pholon se rabty tu tootein gy dil ky toot jany per aub malal kia kerna pathron ki basti main aein gy tu dil tu tootein gy
Sameer
0300-2711-588
Urdu Poetry SMS
. . .
Rut ki pehli shararat mein khuley aasman taley badiloon ki chatri aurhey thandi hawa ki athkelion mien neher kinaarey lambi serrk pey matti ki khushbu key sang barish key jhoomtey naachtey qatrey saath liey door tak chalna kitna acha lagga teri sangat mein... 0333-9968-674
Sameer
0300-2711-588
Rainy Day Barish SMS
. . .
Mairi zindagi ki kitaab ka...
Hay warq warq yoo'n saja hua...
Saari ibteda saari intehaa...
Taira naam dil pe likkha hua....
Yeh chamak-damak to fariab hay...
Mujhay daikh gehri nigaah say..
Hai libaas maira saja hua..
Maira dil magar hay bujha hua..
~ Tum Bin ~
Sameer
0300-2711-588
Urdu Poetry SMS
. . .
Kisi say maa'ngnay may kuchh...
Kisi ko baa'ntnay may kuchh...
Kisi say roothnay may...
Pyaar kernay may, manaanay may...
Kaheen kuchh kho gaya hay...!! ~ Tum Bin ~
Sameer
0300-2711-588
Urdu Poetry SMS
. . .
zindagi say dartay ho? zindagi tou tum bhi ho, zindgai tou ham bhi hain! Aadmi say dartay ho? Aadmi tou tum bhi ho, aadmi tou ham bhi hain! Aadmi zubaan bhi hay, aadmi bayan bhi hay, iss say tum naheen dartay! harf aur maani kay rishta-ha-ay aahan say aadmi hay wabasta, aadmi kay daman say zindgi hay wabasta uss say tum naheen dartay? "un kahi" say dartay ho? jo abhi naheen ai, uss gharee say dartay ho uss gharee ki aamid ki aagahee say dartay ho!
SARI DUNIYA KA PYAR PAYA MEIN NE TERI CHAHATOON MEIN, JEE GAYA MEIN TERE SUNG SADIYOON KO CHAND LAMHOON MEIN,
Sameer
0300-2711-588
Urdu Poetry SMS
. . .
Un sadiyo purani khatti mitthi yado ka tarotaja sa ahsas ve ajib si harkate hamari aur wo lambe silsile aur hamari un apalak ankho me kaid wo jindgi se bhari hui tasvire jab ankhe band ho aur wo kaundh jati hain.. Ajib ajib baate hai kya he ajib ye muhabbat hai!!!!
Sameer
0300-2711-588
Urdu Poetry SMS
. . .
Mohabbat sai mukar jana zaruri ho gya tha Palat ker apnay-gher jana zaruri hogya tha Nazar andaaz karnay ki saza deni thi tujh ko Teray dil meen uttar jana zaruri ho gya tha
Sameer
0300-2711-588
ciTy oF LoVe
Urdu Poetry SMS
. . .
Tum Jaa to rahe ho par itna to bata do Meri Siskiyon mai bhi Tumhara hi Naam hai In Ashkon ko mai kahan chhupaoon Tum shumaar ho abhi tak Parda-Nasheeno mai Log sabab puchenge to bolo mai kya bataoon.....